Mud k jo aaj humne yu hi dekha,
Samjh aaya kafi kuch h piche chhuta..
Kuch purani yaadein aur vo mulakate,
Yaaron ki yaari aur vo pyari baate..
Jo dost hath chhod gaye unka hisab kya,
Par jo yaari dil m aaj bhi h uska jawab kya..
Mud k jo aaj humne yu hi dekha,
Samjh aaya kafi kuch h piche chhuta..
Kuch to h paya yu tanha chalne me,
Par khoya bhi h bahut inhi rahon me..
Humne jo kuch h khoya uska hisab kya,
Par jo kuch h paya uska bhi jawab kya..
Mud k jo aaj humne yu hi dekha,
Samjh aaya kafi kuch h piche chhuta..
(Image source : https://wallpapercave.com/friends-forever-hd-wallpapers)
Great post 😁
LikeLiked by 1 person
Thanks 🙂
LikeLike
dil chune wala!
LikeLiked by 1 person
Thanks..
LikeLike